Khayanat karne walo se Allah Ki Madad uth jaati hai

Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) farmate hai ke, Allah Ta’ala farmaata hai:

“Main 2 sath mil kar kaam karne walon ke sath hota hoon jab tak ke koi sathi khayaanat na kare, jab koi ek bhi khayanat karta hai to meri madad uthh jati hai.”

– (Abu Dawood, 3383)

Comments